Sunday, July 13, 2008

Yaadein......

Reh jaati hain bas yaadein din raat rulane ko
kyon aa jaate hain wo saamne har baar dil ko dukhane ko
Kon bataye is nasamajh pagal dil ko
ke shayad wo bhi yaad karte honge kabhi guzre zamane ko

No comments: